Bank of Baroda Easy Credit Card

BOB EASY CREDIT CARD -:

To dosto aaj ke is blog me baat karne wala hu apne bank of baroda easy credit card ke baare me kaise ye card mujhe mila kitni limit mili kis base pe mila kitna cibil tha apply karte time in sabhi sawalo ke jawab mai dene wala hu is blog me to chaliye dosto sabse pahle credit card ka look dekhte hai kaisa hai ye card dikhne me

Dosto ye photo mere credit card ki mene apni YouTube video se li hai , jo kuch bhi me aapko is blog me dikha raha hu puri Jankari mere yt channel pe Available hai , aap is link pe jakar check kar sakte hai https://youtu.be/rKrCoEs7agM

Mudde pe aate hai dosto mere paas Bank of Baroda ke already 4 Credit Card hai baaki total credit card mere paas 21 hai .

Agar aap bhi student hai housewives hai aur credit card lene me interested hai to aap Nere yt channel ko zarur follow karein . Aur channel ko subscribe karein . Without income proof , with income proof har tarah ki jankari aapko channel pe milegi. Chaliye dosto aage badte hai -:

Dosto ye card 2 variety me aata hai ek RUPAY aur ek VISA me ,

 

Key features-:

1. 5X rewards points 100 Kharch karne pe

(1 RP = 20 Paise )

2. 1% fuel Surcharge

3. Easy Emi options for 6-12 Months.

Dosto limit mujhe 10000 ki mili hai bas .

 

Mujhe kaise mila ye card-:

Dosto ye card mene itr ke basis pe apply kiya tha 4,90,000 ke Basis pe .

Dosto application File karne ke baad mujhe v-kyc link nahi mila , aur Physical verification ki gayi aur direct mujhe Approval ka message aaya . Uske baad Out for delivery ka .

 

Dosto aap ise Card to card bhi apply kar sakte hai , Itr , Salary slip ke base pe bhi apply kar sakte hai.

Cibil ki baat karu to dosto ye card aapko 710 cibil pe bhi approve ho skta hai .

Jai hind dosto.

Channel pe zarur visit karein.

 

Other blogs -:

Top Fixed Deposit Credit Cards

 

Get Free HDFC CIBIL Score

 

1 thought on “Bank of Baroda Easy Credit Card”

Leave a Comment

जीरो बैलेंस अकाउंट पर क्रेडिट कार्ड 75000 लिमिट बिना इनकम प्रूफ क्रेडिट कार्ड लेने का तरीका